Chhodo bhi


Chhodo bhi,ab Jane do

Kya kahu ,kuch rah nhi gya

Chhodo bhi,ab Jane do

Kya sunu,sb chup sa ho gya 

Chhodo bhi,ab Jane do

Kya likhu,hath zam sa gya

Chhodo bhi,ab Jane do....!♥️

Comments